
Mai jan ta hun
K
Us ki sab baten jhuth hain
Vo jan ti hai
K
Meri sab baten freb hain
Lekin fir bhi
Ham ek dusre par
Yakin karte hain
Varshon tak
Ik duje k bina jite hain
Lekin
Milne par
Ek dusre k bina
Mar jane ka
Daava karte hain
Pyar
Manushya ko
Jhuth par bhi
Yakeen karna
Sikha deta hai………
K
Us ki sab baten jhuth hain
Vo jan ti hai
K
Meri sab baten freb hain
Lekin fir bhi
Ham ek dusre par
Yakin karte hain
Varshon tak
Ik duje k bina jite hain
Lekin
Milne par
Ek dusre k bina
Mar jane ka
Daava karte hain
Pyar
Manushya ko
Jhuth par bhi
Yakeen karna
Sikha deta hai………
really its wonderful n very true feelings...main janta hun ishq mukammal freb hai..fir bhi freb khane ki aadat hai kya karu........
ReplyDeleteपता नही , प्यार होता क्या है ..? एक विश्वास ? या फरेब ? बहुत सारे रूप हैं , जिन्हें अल्फाज़ नही बाँध सकते ..! एक ये भी रूप है ,जो ,आपने बयाँ किया है ..छोटी -सी सरल रचना ...अनलंकृत सादगी ..लेकिन भावनाएँ उलझी हुई...!
ReplyDeletehttp://shamasansmaran.blogspot.com
http://kavitasbyshama.blogspot.com
http://aajtakyahantak-thelightbyalonelypath.blogspot.com
http://shama-kahanee.blogspot.com
http://shama-baagwaanee.blogspot.com
http://dharoahar-thelightbyalonelypath.com
http://paridhaan-thelightbyalonelyspot.com
Anek shubhkamnayen!
raj n shama ji,
ReplyDeleteso thanks for ur comments.........amarjeet
अत्यन्त सुंदर भाव और अभिव्यक्ति के साथ लिखी हुई आपकी ये रचना बहुत अच्छी लगी! तस्वीर भी बहुत सुंदर है!
ReplyDeleteBhavpoorn sundar rachna,jo man ko chho jati hai...
ReplyDeleteBahut bahut aabhar is sundar rachna ko padhwane ke liye...aur haan,chitra bhi bahut sundar laga rakha hai aapne...
(Aap devnagri font me rachnayen kyon nahi post karte????)
wahhh kitna sahi kaha hai
ReplyDeletepyaar mein hum jhoot ko bhi sach mante hai
shubkamnayon ke saath
nira
ऐसा विरोधाभास , और वह भी प्यार में .देखने को कम ही मिलता हैं ?
ReplyDeleteवाह.............बहुत सुन्दर...............
ReplyDeleteवाह!!!वाह!!! क्या कहने, बेहद उम्दा
ReplyDelete