6.30.2009

kho gaya hun/ amarjeet kaunke




kho gaya hun


dhoondhte dhoondhte tujh ko


tujh ko paane ki


ichha me


khud ko

ganva lia hai maine........

mera pyar/ amarjeet kaunke




mera pyar


tujh par aise barsta hai


jaise kisi pathar k uupar


pani ka lagatar koi jharna girta hai




kaash


tujhe kisi briksh ki bhanti


barish me bhigne ki

kala aa jae...